Comments on: Allama Syed Abdullah Tariq https://workglobal.in/allama-syed-abdullah-tariq/ Mon, 02 Aug 2021 09:23:12 +0000 hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.1.17 By: ANIL KUMAR https://workglobal.in/allama-syed-abdullah-tariq/#comment-17241 Sun, 27 Sep 2020 17:26:06 +0000 https://votestart.mikado-themes.com/?p=1169#comment-17241 khoon bhi laal ha ,or ek hi mitti se sab bane hain, mirtyubhi sabko aati ha or janam bhi samaan hi ha suraj bhi ek hi ha or chandarmaa bhi vahi ha hamari priyhvi bhi ek hi ha or hamaara biological baap bhi ek hi ha to yah jayda satya partit hotaa hi nahi balki satya sanatan bhi yahi ha ki sabka ishwar bhi kewal ek hi hai. sirf naam alag rakhne se jab paani water jal neer, tanni in tamil apni properties nahi badltaa hai to eshwar apni properties kase badal sakta ha .vo kewal ek tha ek ha ek hi rahega..bas agar kuchh karna hai to sirf yahi karna hai ki us ek ishwar ko jaana kase jaye or uski rachna ki samjh kase vikshit ho prani matr me sadbhav or sambhav kase banaa rahe.

]]>